Friday, September 10, 2010

Rosesh ki Kavita


Its a lazy afternoon. I was all alone in my flat. So " Alone Alone " I thought of passing the time ( or rather killing the time ) by recalling some of the Rosesh poems. Soon I thought that when I am penning them, why not posting them as blog.And here it is..
Now read them and enjoy...



1)
Khatar khun khatar khun khatar khun

Sun mere dil ki dhun

Tere pyaar ki oiling mil gayi isey

Toh khatar khun ka ho jaayega gun gun


2)

In the living room of Sarabhai's

Hogi Saahil Bhai ki sagaai

Agley mahiney

Priya Bhabhi phuli na samaai

Yeah Yeah Yeah"



3)
Momaa ka purse jaise hospital ki pyaari si koi nurse
purse mein rakha tissue paper karta hai paseene ka ilaaj
aur lipstick ho jaise bhookhe honton ka anaaj
momaa ke purse ka hai makhmali sa sparsh
momaa ka purse
momaa ka purse


4)
Ghanan ghanan ghanan ghanan

badalo se aaye pehla soorya kiran

daanton ke liye dant manjan

aur pet ke liye kaayam chooran



5)

Popat Kaka ki atma ka Popat ud gaya ud gaya ud gaya

Shristey k sajjan haath se popat jud gaya jud gaya jud gaya ...


6)

Jelly hai moma ka mann

narm mulayam meetha

pasand hai ise har koi

sangeeta rita mita aneeta


7)

Jelly giri zameen par

to awaaz aayi PLUP PLUP!

Baccha usme haath maare

to sunai deti hai THUP THUP!

8)

Jelly par kabhi fungus na lage

uska swaad kabhi bhankas na lage

agar bachani hai hume hamari country...

TO JELLY KO BANANA HOGA HAMARA PRADHAN MANTRI!!"

9)

Hawa mein hain khushi ki aroma

jeet gayi momma, jeet gayi momma

say hi to happiness n tata to trauma

jeet gayi momma, jeet gayi momma "


10)
Humpty dumpty sat on the 'gadi'

gadi pe betha tabhi aa gayi dadi

dadi ne kaha aaja mere paas

kyuki gadi pe bethna is just so middle class.

11)

In the bathroom of Sarabhai..

hogi monisha bhabhi ki pitaai..

rakhti hain woh apna ghar woh ganda..

jaise dal makhani me paneer pasanda....wupeeees

12)

Tring tring baji fone ki ghanti..

usne bola mera naam hai bunty..

fir woh bola namsate maya aunty..

maine bola..i am rosesh..sry bunty.

13)

Maaya sophistication ka pratik hai,

Thodi contemporary thodi antique hai,

Maaya to hai mamata ka chaaya,

Sara pyaar aata always via maaya


Enjoyed ...I bet ...u have :)

3 comments:

  1. SSSSSSSSSSSSSSSSSSSSuuuuuuuuuuuuppppppppppeeeeeeeerrrrrrrrr.. Let me give u some work for next 2 days.. they r still many which r nt covered here.. i vaguely remember one or 2.. one is some invitation fr some party.. 2nd is when roshesh is looking out for new parents.. try searching them and complete the list.. All the Best.. :)

    ReplyDelete
  2. one more...when roshesh comes to know that his father was a 'shayar' in his college days, this is how he reacts :

    mujhe abhi abhi pata hai chala
    mere kavita ke source hai mere pita


    budbud budbud ubalta pani;
    pani me uble chawal ki javani;
    jawan hokar chawal sajayange thali;
    seene se lagayenge daal kali kali!!!



    maya k mulayam nain;
    jaise doodh ka aluminium ka can;
    can me doodh, nain me aasu;
    assu chalak pade ten teden....!!!!

    ReplyDelete
  3. oohhh.....jus superb..how do u remember roshesh's poems?? oh, good to remember d funny poems.... thnx a lot for givin us so much fun...keep on writing and hope to find more fun from ur blogspot.... :)

    ReplyDelete